SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud"
Nazm MATCHES FOR "duud"
Nazm
saqi-nama
isii se hu.ii hai badan kii numuud
ki sho'le me.n poshiida hai mauj-e-duud
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
aadhi raat
ki jaise khiltaa chalaa jaa.e ik safed ka.nval
sipaah-e-ruus hai ab kitnii duur berlin se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki duniya
ik mauj-e-duud siine me.n larzaa.n hai is tarah
naagin sii jaise shiishe me.n lahraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shama
hai shaan-e-aah kii tire duud-e-siyaah me.n
poshiida ko.ii dil hai tirii jalva-gaah me.n
Allama Iqbal
Nazm
sham ko raste par
mirii aa.nkho.n ko nazar aataa hai rauzan kaa dhu.aa.n
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
Meeraji
Nazm
waqt-e-murawwat
gulo.n ke rang me.n thii shaan-e-KHanda-e-yuusuf
kalii ke saaz me.n thaa lutf-e-naGma-e-daa.uud
Josh Malihabadi
Nazm
zindagi ke darwaze par
paa-barhana-o-saraasima saa ik jamm-e-Gafiir
apne haatho.n me.n liye mash.al-e-be-sho.ala-o-duud
Akhtarul Iman
Nazm
sati
vo chitaa kii aatish-e-jaa.n-soz vo duud-e-siyaah
shauhar-e-murda kaa sar vo zaanuu-e-naazuk pe aah
Suroor Jahanabadi
Nazm
faisla
ek ahraam na chun luu.n sifat-e-duud-e-hariir
ko.ii aa.e to bas ik gumbad-e-dar-bastaa mile
Khursheed Rizvi
Nazm
ruswai
chiiKHe.n sho.alo.n ke dahakne pe lapak uThtii thii.n
duud ke halqe ravaa.n ho.e falak charKH zanaa.n
Mukhtar Siddiqui
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n
Amjad Najmi
Nazm
sukut-e-shab
na siskiyo.n kaa ko.ii irti.aash zholiida
na duud-e-aah-o-fuGaa.n kii ko.ii giraa.nbaarii
Azhar Qadiri
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
hai duud-e-baaruud kii ridaa
jis me.n har kiran raushnii kii