SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "duud"
Nazm
saqi-nama
isii se hu.ii hai badan kii numuud
ki sho'le me.n poshiida hai mauj-e-duud
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Qadir Nama
chaah ko kahte hai.n hindii me.n ku.aa.n
duud ko hindii me.n kahte hai.n dhu.aa.n
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "duud"
MORE MATCHES FOR "duud"
Ghazal
duud-e-dil ishq me.n itnaa to asar paidaa kar
sar kaTe sham.a kii maanind to sar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
zaKHm ne daad na dii ta.ngi-e-dil kii yaa rab
tiir bhii siina-e-bismil se par-afshaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
duur chashm-e-bad tirii bazm-e-tarab se vaah vaah
naGma ho jaataa hai vaa.n gar naala meraa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
duud meraa sumbulistaa.n se kare hai ham-sarii
bas-ki shauq-e-aatish-e-gul se saraapaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
the bazm me.n sab duud-e-sar-e-bazm se shaadaa.n
be-kaar jalaayaa hame.n raushan-nazrii ne