SEARCH RESULTS
Showing search results for "duud-e-sar-e-bazm"
Ghazal MATCHES FOR "duud-e-sar-e-bazm"
Ghazal
the bazm me.n sab duud-e-sar-e-bazm se shaadaa.n
be-kaar jalaayaa hame.n raushan-nazarii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aur ko.ii baat sar-e-bazm-e-suKHan kab niklii
bas tirii baat hii niklii hai yahaa.n jab niklii
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
is ne dekhaa hai sar-e-bazm sitamgar kii tarah
phuul phe.nkaa bhii mirii samt to patthar kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
sunaa.e.n kaise sar-e-bazm KHaar hone kaa dukh
aur ek baar nahii.n baar baar hone kaa dukh
Abdul Hameed Bashar
Ghazal
gir ke qadmo.n pe sar-e-bazm ta.Dapnaa dekhaa
marne vaale kaa mirii jaan tamaashaa dekhaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
be-iKHtiyaar ham jo sar-e-bazm ro diye
kitne sunahre KHvaab in aa.nkho.n ne kho diye
Mahendra Partap Chand
Ghazal
us kii aa.nkho.n ne sar-e-bazm Thaharne na diyaa
sabr mazluum ko zaalim kii nazar ne na diyaa
Syed Gulam Mohammad Mast Kalkattvi
Ghazal
ko.ii ha.ngaama sar-e-bazm uThaayaa jaa.e
kuchh kiyaa jaa.e charaaGo.n ko bujhaayaa jaa.e
Zehra Nigaah
Ghazal
vo jaane kitnaa sar-e-bazm sharmsaar hu.aa
sunaa ke apnii Gazal mai.n qusuur-vaar hu.aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Rehana Qamar
Ghazal
aa gayaa kaun sar-e-bazm ye saaqii ban ke
zindagii jhuum uThii turfa sharaabii ban ke
Nazim Sultanpuri
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
vo sham.a sar-e-bazm pighal jaa.e to kyaa ho
parvaane kii taqdiir badal jaa.e to kyaa ho
Sami Sultanpuri
Ghazal
aaj bhii us ne sar-e-bazm sunii baat nahii.n
aur ye baat mire dost na.ii baat nahii.n
Muneer Anjum
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
kuchh ishaare vo sar-e-bazm jo kar jaate hai.n
naavak-e-naaz kaleje me.n utar jaate hai.n