SEARCH RESULTS
Showing search results for "editor"
Ghazal MATCHES FOR "editor"
Ghazal
jab khule naqd ke ausaaf ba-faiz-e-naqdii
kuchh risaalo.n ke editor bhii taraf-daar hu.e
Hasan Naim
Ghazal
har baar e.Diyo.n pe giraa hai miraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
banaa na paa.ii kabhii aadato.n ko apnaa Gulaam
ye zindagii to KHud un kii Gulaam ho ga.ii hai
Rajesh Reddy
Ghazal
mire dil ke dariiche se uchak kar jhaa.nktii baahar
gulaabii e.Diyo.n vaalii anokhii aazmaa.ish hai
Kaami Shah
Ghazal
T.v kaa ye mazaaq adiibo.n ke saath hai
shaa.er se dugnaa rakh diyaa qavvaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
bataa rahii hai.n adiibo.n ke ghar kii tahziibe.n
viraasato.n me.n sabhii ko adab nahii.n miltaa
Aalam Nizami
Ghazal
Garq ho jaatii hai jab nii.nd me.n saarii duniyaa
jaag uThte hai.n adiibo.n ke qalam raat ga.e
Mansoor Usmani
Ghazal
editorii ne kaaT dii.n taKHliiq kii rage.n
achchhaa-bhalaa adiib risaale me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
Bhavesh Dilshad
Ghazal
ye ta.ng-zauq adiibo.n se KHush nahii.n ho.nge
mushaa.ere ke liye masKHare talaash karo
Nafas Ambalvi
Ghazal
bhuul baiThe saarii duniyaa aashiqii kii KHaatir
aashiqii bhii chho.D dii phir naukrii kii KHaatir
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
ye tajarbe ne bataayaa ye aadato.n se khulaa
vo jis qadar hai mohazzab usii qadar gustaaKH
Nooh Narvi
Ghazal
sadaaqat kii yahaa.n izzat nahii.n hai
vafaadaarii kii kuchh qiimat nahii.n hai
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
shiddat-e-pyaas ke ehsaas ko ba.Dhne diije
e.Diyo.n se kabhii chashme bhii ubal sakte hai.n