SEARCH RESULTS
Showing search results for "editor"
Nazm MATCHES FOR "editor"
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
kyuu.n na editor banuu.n aKHbaar-e-gauhar-baar kaa
aur qalam ko ruup duu.n chaltii hu.ii talvaar kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
nasirddin shah ke liye
jaa.e.n vo pa.nkhe kii havaa se
siyaahii rah jaatii hai siine me.n adiibo.n ke likhe jumlo.n kii
Gulzar
Nazm
jashn-e-azadi
maa.ng hai stereo kii aur v-c-r kii
KHair ho ab audio video ke kaarobaar kii
Sarfaraz Shahid
Nazm
bambai
race ke gho.De, sarkaar ke mantarii
cinema, la.Dkiyaa.n, actor, masKHare
Ali Sardar Jafri
Nazm
urdu
mujhe KHatra hai shaa.ir aur daanish-var adiibo.n se
mujhe naqqaad se KHatra muhaqqiq se mujhe KHatra
Shams Ramzi
Nazm
ek nazm tumhaare nam
kisii micro film audio yaa video cassette par
yaa kisii cD me.n
Mushaf Iqbal Tausifi
Nazm
nai subh
tarjumaan-e-dil-e-jamhuur adiib-o-fankaar
in ke afkaar tavaanaa hai.n taKHayyul bedaar
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
urdu zaban
ye hai tahziib kii devii ye adiibo.n kii zabaa.n
be-adab kaise bhalaa jaane.nge shaan-e-urdu
Javed Rasheed Amir
Nazm
pachasi sal niche gir gae
chhaa.nv haath rakkhe chal rahii hai
chiiKHtii e.Diyo.n par ka.Dka.Daatii haDDiyaa.n gaa.De hu.e
Waheed Ahmad
Nazm
kash waqt tham jata
kitaab-e-hayaat kaa ye pannaa
achchhaa hotaa jo barqaraar rahtaa
Aditya Pant Naaqid
Nazm
banjar zamin ka KHwab
ye kaisii be-niyaazii hai
ki jaltii e.Diyo.n kii siskiyaa.n san kar bhii baadal chup rahaa hai
Naz Butt
Nazm
yaaden
yaade.n hotii hai.n samundar ke
saahil par ghuumte ek bachche kii tarah