SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehsaas-e-shab-e-baraat"
Ghazal MATCHES FOR "ehsaas-e-shab-e-baraat"
Ghazal
dil dha.Dakne kii bhii aavaaz hai saakit 'maahir'
ab nahii.n ko.ii shariik-e-shab-e-Gam so jaa.o
Mahir Al-Hameedi
Ghazal
tilism-zaar-e-shab-e-maah me.n guzar jaa.e
ab itnii raat ga.e kaun apne ghar jaa.e
Aitbar Sajid
Ghazal
fasaana-haa-e-shab-e-Gam hai daastaa.n merii
ga.ii na aah kabhii suu-e-aasmaa.n merii
Aftab Ranjha
Ghazal
KHvaab-e-shab-e-pur-kaif kii ta.abiir to degaa
kuchh aur nahii.n apnii vo tasviir to degaa
Hasan Rahber
Ghazal
ai shab-e-hijr ab mujhe sub.h-e-visaal chaahiye
taaza Gazal ke vaaste taaza KHayaal chaahiye
Saleem Kausar
Ghazal
aabruu-e-shab-e-tiira nahii.n rakhne vaale
ham kahii.n par bhii a.ndheraa nahii.n rakhne vaale
Abhishek Shukla
Ghazal
qaid-e-shab-e-hayaat badan me.n guzaar ke
u.D jaa.uu.ngaa mai.n sub.h aziyyat utaar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n taviil likhte rahe
mile jo dard unhe.n sa.ng-e-miil likhte rahe
Ahmad Fakhir
Ghazal
zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhii thii
merii tarah kisii se mohabbat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHuub hai KHuub u.Daa ai shab-e-furqat ke maze
lutf har-haal me.n dete hai.n mohabbat ke maze
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
pindaar-e-shab-e-Gam kaa darbaar salaamat hai
par sham-e-farozaa.n kaa inkaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
bekasii-e-shab-e-hijraa.n kii mujhe taab nahii.n
kaash dushman hii chale aa.e.n jo ahbaab nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye daastaan-e-shab-e-hijr kaun suntaa bhalaa
junuu.n bhii is ko kahaa.n tak bayaan kartaa bhalaa
Safiya Ahmad
Ghazal
zauq-e-shab-e-visaal hamaare liye bhii ho
ham saa hii teraa haal hamaare liye bhii ho
Mukhtar Ansari
Ghazal
giraanii-e-shab-e-hijraa.n do-chand kyaa karte
ilaaj-e-dard tire dardmand kyaa karte