SEARCH RESULTS
Showing search results for "eshaaq"
Ghazal MATCHES FOR "eshaaq"
Ghazal
dono.n bane hai.n baa.is-e-takliif aaj-kal
'is.haaq'-Daar aur na.e saal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
a.ndherii shab me.n hamesha se ilm vaale log
kitaab pa.Dhte hu.e raushnii banaate hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Shanawar Ishaq
Ghazal
kisii KHayaal kii shabnam se nam nahii.n hotaa
ajiib dard hai ba.Dhtaa hai kam nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
jo chal pa.Duu.n to ko.ii hausla nahii.n de.nge
ye sabz pe.D mujhe raasta nahii.n de.nge
Shanawar Ishaq
Ghazal
jiine ko ek-aadh bahaana kaafii hotaa hai
sachchaa ho to ek fasaana kaafii hotaa hai
Shanawar Ishaq
Ghazal
is paar kaa ho ke bhii me.n us paar gayaa huu.n
ik ism kii barakat se ka.ii baar gayaa huu.n
Ishaq Virdag
Ghazal
safar me.n hai.n to hame.n yaad baam-o-dar kii hai
Thahar ga.e hai.n to phir aarzuu safar kii hai
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
duusraa kinaaraa bhii be-vafaa kinaaraa hai
ab to Duub jaanaa hii aaKHirii sahaaraa hai
Ishaq Virdag
Ghazal
ishq elaan se pahle thaa 'shanaavar' kyaa chiiz
husn iz.haar-e-KHayaalaat se pahle kyaa thaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
mai.n ishq huu.n aur meraa nahii.n ko.ii Thikaana
ai husn mujhe diida-e-hairaan me.n rakhnaa
Ishaq Virdag
Ghazal
duniyaa hai kyaa chiiz baraabar dekh rahaa huu.n
apnii aa.nkh se aage ba.Dh kar dekh rahaa huu.n
Shanawar Ishaq
Ghazal
Shanawar Ishaq
Ghazal
ham musaafir hai.n ki maqsuud-e-safar jaante hai.n
kaise bantii hai ko.ii raahguzar jaante hai.n
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
jab KHasaare hii kaa sarmaaya huu.n mai.n
phir zamii.n par kis liye aayaa huu.n mai.n