SEARCH RESULTS
Showing search results for "eshaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "eshaaq"
Sher
kisii kii yaad manaane me.n iid guzregii
so shahr-e-dil me.n bahut duur tak udaasii hai
Ishaq Virdag
Sher
mai.n aa rahaa huu.n abhii chuum kar badan us kaa
sunaa thaa aag pe bosa raqam nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
PAGE MATCHES FOR "eshaaq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "eshaaq"
Ghazal
dono.n bane hai.n baa.is-e-takliif aaj-kal
'is.haaq'-Daar aur na.e saal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
a.ndherii shab me.n hamesha se ilm vaale log
kitaab pa.Dhte hu.e raushnii banaate hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Shanawar Ishaq
Sher
asaatiza ne miraa haath thaam rakkhaa hai
isii liye to mai.n pahu.nchaa huu.n apnii manzil par
Ishaq Virdag
Sher
KHairaat me.n de aayaa huu.n jiitii hu.ii baazii
duniyaa ye samajhtii hai ki mai.n haar gayaa huu.n
Ishaq Virdag
Ghazal
kisii KHayaal kii shabnam se nam nahii.n hotaa
ajiib dard hai ba.Dhtaa hai kam nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
jo chal pa.Duu.n to ko.ii hausla nahii.n de.nge
ye sabz pe.D mujhe raasta nahii.n de.nge
Shanawar Ishaq
Ghazal
jiine ko ek-aadh bahaana kaafii hotaa hai
sachchaa ho to ek fasaana kaafii hotaa hai














