SEARCH RESULTS
Showing search results for "faiz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "faiz-e-ishq"
Ghazal
ba-faiz-e-ishq ham ne jab KHirad kaa raasta badlaa
mazaaq-e-zindagii ke saath dil kaa mudda.aa badlaa
Kaleem Saronji
Ghazal
ba-faiz-e-ishq harf-e-ain par DaTe rahe hai.n ham
shuruu.a se shuruu.a Thiik baa.ndhte rahe hai.n ham
Azhar Faragh
Ghazal
mas.ala ye bhii ba-faiz-e-ishq aasaa.n ho gayaa
ziist ko andaaza-e-Gam-haa-e-dauraa.n ho gayaa
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ba-faiz-e-‘ishq ab ye ‘aalam-e-dil hotaa jaataa hai
jahaan-e-aarzuu ik harf-e-baatil hotaa jaataa hai
Abrar Naghmi
Ghazal
Ejaz Ajmeri
Ghazal
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
charaaG-o-taaq me.n bedaar ho ga.ii.n aa.nkhe.n
ba-faiz-e-'ishq samajh-daar ho ga.ii.n aa.nkhe.n
Nadeem Najid
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
kis din ba-ra.ng-e-zaKHm nayaa gul khilaa nahii.n
kis shab ba-faiz-e-ashk charaaGaa.n hu.aa nahii.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Abrar Naghmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
manzil ko na pahchaane rah-e-ishq kaa raahii
naadaa.n hii sahii aisaa bhii saada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'faiz' aate hai.n rah-e-ishq me.n jo saKHt maqaam
aane vaalo.n se kaho ham to guzar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baras rahii hai hariim-e-havas me.n daulat-e-husn
gadaa-e-ishq ke kaase me.n ik nazar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
guluu-e-ishq ko daar-o-rasan pahu.nch na sake
to lauT aa.e tire sar-buland kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ishq Azimabadi
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke