SEARCH RESULTS
Showing search results for "falak-e-naa-insaaf"
Ghazal MATCHES FOR "falak-e-naa-insaaf"
Ghazal
kyaa tirii yaad kare.nge falak-e-naa-insaaf
dil-e-naashaad hamaaraa na kabhii shaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kuchh had bhii ai falak sitam-e-naa-ravaa kii hai
har saa.ns daastaa.n tire jaur-o-jafaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
jahaa.n pe sham-e-falak hai vahii.n pe parvaana
talaash kar mirii mahfil miraa dayaar na puuchh
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
ravaa hai kah tuu bhalaa ai sipahr-e-naa-insaaf
riyaa-e-zohd chhupe raaz-e-ishq rusvaa ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Gam hai shikast kaa na KHushii fat.h kii 'falak'
mujh ko amal se kaam hai suud-o-ziyaa.n se kyaa
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
izzat bhii ek chiiz hai duniyaa me.n ai 'falak'
us ghar na jaa jahaa.n ki tirii aabruu na ho
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
na daaG daaman-e-qaatil pe aur bhii ho.n 'falak'
shanaaKHt apne lahuu kii kisii nishaan me.n rakh
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
ahl-e-duniyaa mirii qismat falak-e-naa-hanjaar
sab to ruuThe hai.n kahii.n tum na KHafaa ho jaanaa
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
vaah-re insaaf itnaa bhii na vaa.n puuchhaa gayaa
ye qusuur-e-husn hai yaa asl me.n taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Salman Ghazi
Ghazal
'aalim' falak-e-tafraqa-pardaaz kaa Dar hai
bante hii biga.D jaa.e na taqdiir hamaarii
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
falak-e-tafraqa-andaaz ne rahne na diyaa
hausle kuchh bhii na yaaraan-e-vatan se nikle
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
aashiq se kajravii na kare kyo.n vo maah-vash
siidhaa kisii se kab falak-e-kaj-madaar hai
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
taa-hashr dil ko dil se na milne diyaa kabhii
'mas.uud' kyaa kahuu.n falak-e-fitna-gar ko mai.n
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
taa-hashr dil ko dil se na milne diyaa kabhii
'mas.uud' kyaa kahuu.n falak-e-fitna-gar ko mai.n