SEARCH RESULTS
Showing search results for "farebi-e-taasiir"
Ghazal MATCHES FOR "farebi-e-taasiir"
Ghazal
vo ahd-e-dil-farebi-e-taasiir ab kahaa.n
muddat se aah aah kii hasrat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
na parinde hai.n na ab khelte bachche 'taasiir'
ab to chhaayaa hai faqat aalam-e-huu gaa.nv me.n
Taseer Jafry
Ghazal
kaTne na diyaa sahn se is vaaste 'taasiir'
KHushbu-e-vafaa aatii hai is buu.Dhe shajar se
Taseer Jafry
Ghazal
sharmaa Taseer
Ghazal
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
dekhne vaale ye kahte hai.n kitaab-e-dahr me.n
tuu saraapaa husn kaa naqsha hai mai.n tasviir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye dil-farebii-e-har-barg-e-gul are tauba
jamaal-e-naaz kii bikhrii hu.ii kitaab na ho
Ziya Allahabadi
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ye KHud-farebi-e-ehsaas-e-aarzuu to nahii.n
tirii talaash kahii.n apnii justujuu to nahii.n
Ummeed Fazli
Ghazal
allaah-re KHud-farebii-e-ahl-e-haram ki ab
bande bhii dekhte hai.n KHudaa ke maqaam se
Saifuddin Saif
Ghazal
e.ajaaz-e-dil-farebii-e-andaaz dekhnaa
har har adaa pe mujh ko gumaan-e-nazar rahaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
qaraar dil ko mayassar nahii.n kahii.n jaa.o
nazar-farebi-e-husn-o-jamaal hii kyaa hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
vo dil-farebii-e-rang-e-bahaar kyaa jaane
ki jis kaa hosh Thikaane nahii.n bahaar me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ai aah kahaa.n hai vo tirii quvvat-e-baazuu
to.De na dar-e-KHaana-e-taasiir kii zanjiir