SEARCH RESULTS
Showing search results for "farishte"
Ghazal MATCHES FOR "farishte"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye mai-kada hai vo masjid hai vo hai but-KHaana
kahii.n bhii jaa.o farishte hisaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
zamii.n par aa ga.e aa.nkho.n se TuuT kar aa.nsuu
burii KHabar hai farishte KHataa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
ghane dhu.e.n me.n farishte bhii aa.nkh malte hai.n
tamaam raat khujuuro.n ke pe.D julte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
KHalvat KHayaal-e-yaar se hai intizaar me.n
aa.e.n farishte le ke ijaazat mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
qusuur-vaar Gariib-ud-dayaar huu.n lekin
tiraa KHaraaba farishte na kar sake aabaad
Allama Iqbal
Ghazal
sub.h tak dil ke dariicho.n ko khulaa rahne do
dard gumraah farishte hai.n kahaa.n jaa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
insaan jiite-jii kare.n tauba KHataa.o.n se
majbuuriyo.n ne kitne farishte banaa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
kal raat mai.n thaa mere alaava ko.ii na thaa
shaitaan mar gayaa thaa farishte bhii so.e the
Bashir Badr
Ghazal
kise KHabar ki farishte Gazal samajhte hai.n
KHudaa ke saamne kaafir kaa naam lenaa hai
Bashir Badr
Ghazal
baavajuude ki par-o-baal na the aadam ke
vahaa.n pahu.nchaa ki farishte kaa bhii maqduur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
''tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n''