SEARCH RESULTS
Showing search results for "farraash"
Ghazal MATCHES FOR "farraash"
Ghazal
is shahr me.n faraash-talab hai har ek raah
vo KHush-nasiib thaa jo saliiqe se mar gayaa
Ummeed Fazli
Ghazal
'vaahid' ko.ii bhii us kii na tashKHiis kar sakaa
vo kaun saa maraz hai jo saahab-faraash huu.n
Wahid Premi
Ghazal
miraa zaKHm zaKHm dikhaa diyaa mujhe kyaa diyaa
faqat aa.nsu.o.n kaa faraash re o ma.aashre
Ikram Basra
Ghazal
bikhar ga.ii hai.n jahaa.n TuuT kar ye chaTTaane.n
yahii.n to phuul ko.ii saahib-e-faraash bhii thaa
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
paas-e-adab se kab tak niichii rahe.n nigaahe.n
shaffaaf aastiine.n jalva-faraash baahe.n
Mani Nagpuri
Ghazal
jo ittifaaq se ham saahab-e-faraash hu.e
to ham pe raaz-e-aziizaa.n bhii KHuub faash hu.e
Lais Quraishi
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
magar vo zuud-faraamosh zuud-ranj bhii hai
ki ruuTh jaa.e agar yaad kuchh dilaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu hai kis haal me.n ai zuud-faraamosh mire
mujh ko to chhiin liyaa ahd-e-vafaa ne mere
Ahmad Faraz
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tohmat lagaa ke maa.n pe jo dushman se daad le
aise suKHan-farosh ko mar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
duniyaa pe apne ilm kii parchhaa.iyaa.n na Daal
ai raushnii-farosh a.ndheraa na kar abhii