SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzand-e-khalf"
Ghazal MATCHES FOR "farzand-e-khalf"
Ghazal
baap kaa hai faKHr vo beTaa ki rakhtaa ho kamaal
dekh aa.iine ko farzand-e-rashiid-e-sa.ng hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
gar silsila-e-ishq me.n farzand-e-KHalaf hai.n
ham KHaana-KHaraabii kaa ghar aabaad kare.nge
Hasrat Azimabadi
Ghazal
zan-o-KHvesh-o-farzand-o-daulat se chhuuTe
na dekhe ko.ii jo ki ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
bhuuk marte hu.e bachcho.n ko jo khaanaa laa de
us masiihaa ko hii farzand-e-KHudaa kahte hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
farzand-o-aziizaan sakal KHvesh qabiila
duniyaa hai daGaabaaz nahii.n ko.ii tumhaaraa
Alimullah
Ghazal
ab ko.ii aur na yuusuf bane farzand-e-chaah
banii-yaa'quub ko tho.Dii sii muravvat denaa
Ahmad Ayaz
Ghazal
hoe.n farzand-e-sa.iid aur nishaate.n paiham
farruKH har saal ho har maah mubaarak ho.e
Mardan Safi
Ghazal
duniyaa ke maKHmase hai.n ye farzand-o-aqrabaa
begaana sab se ho ki ajal kaa yagaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
haath aayaa ko.ii mazmuun nayaa to samjhaa
mujh ko farzand-e-KHudaa ne mire imdaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mai.n ik hunar ke shahr kaa farzand-e-KHaas thaa
Gurbat ne mere saare kamaalaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
do-jahaa.n kii ne'mate.n farzand-e-aadam ke liye
ab faqat kyuu.nkar kare firdaus kaa daa'vaa ko.ii
Mohammad Ghulam Nurani
Ghazal
Alimullah
Ghazal
kahaa.n tak saath degaa jazba-e-iisaar 'farzaana'
lahuu denaa chaman ko aur pas-e-diivaar ho jaanaa
Farzana Ejaz
Ghazal
'farzaana' ko.ii baat Gazal me.n na.ii kaho
zikr-e-visaal-o-hijr puraanaa bahut hu.aa
Farzana Parveen
Ghazal
phuu.nkaa bhii tuur-o-vaadii ba.az ai 'KHaliiq' lekin
apnii sharaarato.n se vo sho.ala-KHuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
vo to havaa-e-vaqt ke jho.nke the ai 'KHaliiq'
kyo.n aaj sochte ho ki yaaro.n ko kyaa hu.aa