SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzand-e-khalf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "farzand-e-khalf"
Sher
baap kaa hai faKHr vo beTaa ki rakhtaa ho kamaal
dekh aa.iine ko farzand-e-rashiid-e-sa.ng hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
baap kaa hai faKHr vo beTaa ki rakhtaa ho kamaal
dekh aa.iine ko farzand-e-rashiid-e-sa.ng hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
gar silsila-e-ishq me.n farzand-e-KHalaf hai.n
ham KHaana-KHaraabii kaa ghar aabaad kare.nge
Hasrat Azimabadi
Ghazal
zan-o-KHvesh-o-farzand-o-daulat se chhuuTe
na dekhe ko.ii jo ki ham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
MORE MATCHES FOR "farzand-e-khalf"
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
farzand-o-aziizaan sakal KHvesh qabiila
duniyaa hai daGaabaaz nahii.n ko.ii tumhaaraa
Alimullah
Ghazal
hoe.n farzand-e-sa.iid aur nishaate.n paiham
farruKH har saal ho har maah mubaarak ho.e
Mardan Safi
Nazm
aankhen meri baqi un ka
us KHaandaa.n ke ek ra.ngiile piyaa ke ghar
farzand-e-arjumand ke KHatna pe kyaa hu.aa
Shorish kashmiri
Ghazal
ab ko.ii aur na yuusuf bane farzand-e-chaah
banii-yaa'quub ko tho.Dii sii muravvat denaa
Ahmad Ayaz
Ghazal
haath aayaa ko.ii mazmuun nayaa to samjhaa
mujh ko farzand-e-KHudaa ne mire imdaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mai.n ik hunar ke shahr kaa farzand-e-KHaas thaa
Gurbat ne mere saare kamaalaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
duniyaa ke maKHmase hai.n ye farzand-o-aqrabaa
begaana sab se ho ki ajal kaa yagaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
do-jahaa.n kii ne'mate.n farzand-e-aadam ke liye
ab faqat kyuu.nkar kare firdaus kaa daa'vaa ko.ii