SEARCH RESULTS
Showing search results for "faslo.n"
Ghazal MATCHES FOR "faslo.n"
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
na.e makaan banaa.e to faaslo.n kii tarah
hame.n ye shahr basaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mujhe ma.aal-e-safar kaa malaal kyuu.n-kar ho
ki jab safar hii miraa faaslo.n kaa dhokaa thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
har KHataa us kii hamesha darguzar kartii hu.ii
faaslo.n ko dil kii chaahat muKHtasar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
aatii jaatii hu.ii faslo.n kaa muhaafiz huu.n mai.n
phal to sab us kii amaanat hai.n shajar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
faaslo.n hii faaslo.n me.n jaan se haaraa 'zafar'
ishq thaa laahoriye ko ek multaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
har ik talaash yahaa.n faaslo.n se raushan hai
haqiiqate.n kahaa.n hotii hai.n KHvaab me.n shaamil
Nida Fazli
Ghazal
us ke milne aur bichha.D jaane kaa manzar ek hai
kaun itne faaslo.n me.n be-hijaab aisaa hu.aa
Saqi Faruqi
Ghazal
vo yaKH-mizaaj rahaa faaslo.n ke rishto.n se
magar gale se lagaayaa to aab aab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
ghar khet gaa.e bail raqam ab kahaa.n rahe
jo kuchh thaa sab nikaal ke faslo.n me.n bhar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
vo faaslo.n me.n bhii rakhtaa hai rang qurbat ke
nazar se duur sahii dil ke paas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
mahsuus kar rahaa huu.n tujhe KHushbu.o.n se mai.n
aavaaz de rahaa huu.n ba.De faaslo.n se mai.n
Ahmad Ziya
Ghazal
is faaslo.n ke dasht me.n rahbar vahii bane
jis kii nigaah dekh le sadiyo.n ke paar bhii