SEARCH RESULTS
Showing search results for "faziihat"
Ghazal MATCHES FOR "faziihat"
Ghazal
tuu gar aa jaa.e to ai dard-e-mohabbat kii davaa
mire hamdard ho.n bedard faziihat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
raqiibo.n se la.Dne kaa qissa na po.nchho
faziihat hamaarii tamaashaa tumhaaraa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
tum kaan bhii bhar lete ho bas baat banaa kar
tum apnii faziihat sar-e-baazaar karo ho
Shambhu Sharanam
Ghazal
vo laakh dushman sahii hamaaraa magar usuulan
jo dar pe aayaa to ham faziihat nahii.n kare.nge
Deepak Vikal
Ghazal
kuchh 'ibaarat ishaarat adaa.e.n bhii ho.n
varna hogii faziihat Gazal ke liye
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
bazm-e-anjum me.n qabaa KHaak kii pahnii mai.n ne
aur mirii saarii faziilat isii poshaak se hai
Parveen Shakir
Ghazal
har galii kuuche me.n rone kii sadaa merii hai
shahr me.n jo bhii hu.aa hai vo KHataa merii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ifraat-e-ma.asiyat se faziilat milii mujhe
mai.n huu.n gunaahgaaro.n kii pahlii qataar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'farhat-ehsaas' taraqqii nahii.n karnii mujh ko
itnii raftaar se chalnaa nahii.n aataa hai mujhe
Farhat Ehsas
Ghazal
ab dil kii taraf dard kii yalGaar bahut hai
duniyaa mire zaKHmo.n kii talabgaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
bahut zamiin bahut aasmaa.n mile.nge tumhe.n
pa ham se KHaak ke putle kahaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
bas ek lamhe ke sach jhuuT ke evaz 'farhat'
tamaam umr kaa ilzaam le gayaa mujh se