SEARCH RESULTS
Showing search results for "fursat-e-yak-nafas"
Ghazal MATCHES FOR "fursat-e-yak-nafas"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
milii jo fursat-e-yak-lamha zindagii ke liye
hazaar kaam nikal aa.e aadmii ke liye
Majeed kham Ganwi
Ghazal
na kam samajh safar-e-'umr-e-yak-nafas ko 'jamaal'
is ek raah me.n saaraa jahaan pa.Dtaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
apnii duniyaa se milii fursat-e-yak-jast hame.n
aasmaa.n ke liye ik jast hii kaafii to nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
safar duniyaa se karnaa kyaa hai 'taabaa.n'
adam hastii se raah-e-yak-nafas hai
Taban Abdul Hai
Ghazal
bas ek chashm-e-zadan me.n guzar ga.ii duniyaa
ba.De jatan the isii umr-e-yak-nafas ke liye
Mahmood Ayaz
Ghazal
vaqt ke tasalsul me.n ham ba-ra.ng-e-sho.ala the
umr-e-yak-nafas me.n bhii raushnii the duniyaa kii
Zaheer Kashmiri
Ghazal
tumhaarii jeb bhii KHaalii tumhaare dil kii tarah
tumhe.n bhii fursat-e-yak-baargii ne kuchh na diyaa
Shaista Sahar
Ghazal
hame.n bhii fursat-e-yak-KHvaab us fazaa me.n jahaa.n
kiran kiran lab-o-ruKHsaar kii phuvaar gire
Sahba Akhtar
Ghazal
ye mire maah ye baras merii hayaat-e-yak-nafas
meraa jahaan-e-KHaar-o-KHas mujh ko udhaar me.n milaa
Javed Shaheen
Ghazal
kabhii jo fursat-e-yak-lamha bhii mile to dekh
ki dasht-e-yaad me.n bikhraa pa.Daa hai tuu kaisaa
Shahram Sarmadi
Ghazal
vo Gam to de ki fursat-e-yak-lahza ho muhaal
sharminda ho rahaa huu.n Gam-e-gaah-gaah se
Raaz Muradabadi
Ghazal
fursat-e-yak-dam pe phuulaa thaa hubaab-e-aab-juu
thaa jo naqsh-e-saf.ha-e-baatil Thikaane lag gayaa