SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.D"
Ghazal MATCHES FOR "ga.D"
Ghazal
kahaa.n kaa sail-e-ajal taa-kinaar-gaah-e-iid
mai.n huu.n adam me.n sabhii ko lataa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
lahad me.n so.e hai.n chho.Daa hai shah-nashiino.n ko
qazaa kahaa.n se kahaa.n le ga.ii makiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
yaarab rah-e-talab me.n ko.ii kab talak phire
taskiin de ki baiTh rahuu.n paa.nv gaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
kitne hii pe.D KHauf-e-KHizaa.n se uja.D ga.e
kuchh barg-e-sabz vaqt se pahle hii jha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
buraa ho teraa jo band rakhe the mai.n ne ghar ke
to khol aayaa baGair puuchhe kivaa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
miraa tesha zamii.n me.n ga.D gayaa hai
junuu.n kii haar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
adam me.n hastii se jaa kar yahii kahuu.ngaa mai.n
hazaar hasrat-e-zinda ko gaa.D daab aayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us par bhii dushmano.n kaa kahii.n saaya pa.D gayaa
Gam saa puraanaa dost bhii aaKHir bichha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
dushman ke tan pe gaa.D diyaa mai.n ne apnaa sar
maidaan-e-kaar-zaar kaa paa.nsa palaT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
ai gor-kano.n qabr kaa de kar mujhe dhokaa
tum ne to KHalaa.o.n me.n mujhe gaa.D diyaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
mere dil ko giit banaa kar gaa.o lekin yaad rahe
is par ko.ii harf na aa.e aise vaise matlab kaa
Hamida Shaheen
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aise kuchh haath bhii hote hai.n ki jin ke ka.ngan
to.Dne vaale ke ehsaas me.n ga.D jaate hai.n
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
ik KHvaab chhan se TuuT ke aa.nkho.n me.n ga.D gayaa
itnaa ha.nse ki chiiKH ke ronaa bhii pa.D gayaa
Manish Shukla
Ghazal
Ghaus Siwani
Ghazal
kahaanii ban ga.e duniyaa me.n ham bhii
ko.ii qissa puraanaa gha.D rahaa hai