SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaa"
Ghazal MATCHES FOR "gaa"
Ghazal
tire Gam ko bhii kuchh bahlaa rahaa huu.n
jahaa.n ko bhii samajhtaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
kisii sahraa me.n bichha.D jaa.e.nge sab yaar mire
kisii jangal me.n bhaTak jaa.e. gaa lashkar meraa
Athar Nafees
Ghazal
ahl-e-jauhar ko vatan me.n rahne detaa gar falak
laal kyuu.n is rang se aataa badaKHshaa.n chho.D kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shab-e-dard-o-Gam se arsa mire jii pe ta.ng thaa
aayaa shab-e-firaaq thii yaa roz-e-ja.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
vo uzr kar ki mire dil ko bhii yaqii.n aa.e
vo giit gaa ki jo mai.n ne kabhii sunaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
gahe daaG rahtaa hai dil gaa jigar KHuu.n
un aa.nkho.n se kyaa kyaa sitam dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai jis kii yaad mirii fard-e-jurm kii surKHii
usii kaa aks mire ek ek ghaav me.n thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
lab tak shikaayat-e-Gam-e-dil laa ke rah gayaa
un kii nadaamato.n pe mai.n sharmaa ke rah gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
saaz-e-hastii pe abhii jhuum ke gaa le mujh ko
zindagii se ye kaho aur na Taale mujh ko
Ahmad Adil
Ghazal
jo naGme so.e hu.e hai.n tire KHayaalo.n me.n
unhii.n ko aaj me.n gaa kar sunaane aayaa huu.n