SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaa"
Nazm MATCHES FOR "gaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid ka din
naved-e-kaamraanii laa rahe hai.n race ke gho.De
masarrat ke taraane gaa rahe hai.n race ke gho.De
Majeed Lahori
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ki tire ghar ke dariicho.n ke ka.ii shiisho.n par
us se pahle kii bhii durze.n thii.n bahut
Noon Meem Rashid
Nazm
jugnu
biphar ga.e the hamaare vatan ke piir o javaa.n
dayaar-e-hind me.n ran pa.D gayaa thaa chaar taraf
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
kahan jaoge
is gha.Dii ko.ii kasii kaa bhii nahii.n rahne do
ko.ii is vaqt mile gaa hii nahii.n rahne do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ro.uu.n ki ha.nsuu.n samajh na aa.e
haatho.n me.n hai.n phuul dil me.n ghaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
mazuri
ruuh-afzaa hai.n junuun-e-ishq ke naGme magar
ab mai.n in gaa.e hu.e giito.n ko gaa saktaa nahii.n