SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaafil"
Ghazal MATCHES FOR "gaafil"
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
nigah-e-yaar ko ab kyuu.n hai taGaaful ai dil
vo tire haal se Gaafil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
fikr-e-iijaad me.n gum huu.n mujhe Gaafil na samajh
apne andaaz par iijaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaafil KHudaa kii yaad pe mat bhuul ziinhaar
apne ta.ii.n bhulaa de agar tuu bhulaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
saarii tavajjoh dushman par markuuz thii merii
apnii taraf se to bilkul hii Gaafil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
mai.n adam se bhii pare huu.n varna Gaafil baar-haa
merii aah-e-aatishii.n se baal-e-anqaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaafil na ho KHudii se kar apnii paasbaanii
shaayad kisii haram kaa tuu bhii hai aastaana
Allama Iqbal
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
betaab ho ke bazm se us kii uThaa diyaa
Gaafil mai.n huu.n magar hai bahut hoshyaar dil