SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaafil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gaafil"
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Sher
Khwaja Meer Dard
Ghazal
nigah-e-yaar ko ab kyuu.n hai taGaaful ai dil
vo tire haal se Gaafil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gaafil"
Ghazal
fikr-e-iijaad me.n gum huu.n mujhe Gaafil na samajh
apne andaaz par iijaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaafil KHudaa kii yaad pe mat bhuul ziinhaar
apne ta.ii.n bhulaa de agar tuu bhulaa sake