SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaare"
Ghazal MATCHES FOR "gaare"
Ghazal
luT ke bhii KHush huu.n ki ashko.n se bharaa hai daaman
dekh Gaarat-gar-e-dil ye bhii KHazaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us chashm-e-fusuu.n-gar kaa agar paa.e ishaara
tuutii kii tarah aa.ina guftaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
hunar-e-kuuza-garii ne inhe.n baKHshii hai taraash
yaa ye sab naqsh the gaare me.n bahut sochte hai.n
Iqbal Kausar
Ghazal
maana-e-vahshat-KHiraamii-haa-e-lailaa kaun hai
KHaana-e-majnuun-e-sahraa-gard be-darvaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tum kaise gire aa.ndhii me.n chhitnaar darKHto
ham log to patte the u.Daa le ga.ii ham ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
hangaam-e-tasavvur ho.n daryuuza-gar-e-bose
ye kaasa-e-zaanuu bhii ik jaam-e-gadaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mohabbat-aafrii.n detaa hai hasb-e-zarf-e-ishq
phir kisii se bhii talab-gaar-e-vafaa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ek se ek hai Gaarat-gar-e-iimaan yahaa.n
ai mire dil tiraa allaah nigahbaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Ghazal
yaad-gaar-e-harm-o-dair hai TuuTaa hu.aa dil
shahr viiraan hu.aa ek ye ghar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
raat bhar bazm me.n ha.ngaama hii ha.ngaama thaa
sirf KHaamoshii hai ab nauha-gar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Ghazal
shiddat-e-dard hii hotii kahii.n Gaarat-gar-e-hosh
baKHt itnaa to na barham-zan-e-saamaa.n hotaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
har kas-o-naa-kas ho kyuu.nkar kaam-gaar-e-be-KHudii
ye hunar siikhaa hai dil ne ik ba.De ustaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
gar ham mushiir hote allaah ke to kahte
yaanii visaal kii shab yaa rab daraaz karnaa