SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaasib"
Ghazal MATCHES FOR "gaasib"
Ghazal
niim mullaa KHatra-e-iimaan hotaa hai agar
puuraa mullaa Gaasib-e-iimaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tere virse pe hai.n Gaasib kii uqaabii nazre.n
Gaflato.n se nahii.n rahte ye javaahar baaqii
Anees Ansari
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
'sarfaraaz' ab vahii haT-dharm qile kaa Gaasib
kah rahaa hai ki use taaj-mahal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
suud-o-ziyaa.n par shahr-e-sitam ke kyaa hairat
Gaasib kii jhuuTii ta.aziire.n pa.Dh lenaa
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
mere Gaasib se kaho meraa KHaraaba mujhe de
ban pa.Daa mujh se to ye shahr basaa luu.ngaa mai.n KHud
Ahmad Fareed
Ghazal
hai kaun mo'atabar karuu.n kis par yaqiin mai.n
Gaasib bane vahii jinhe.n samjhaa amiin mai.n
Javed Nadeem
Ghazal
log Gaasib nahii.n haqdaar samajhte hai.n mujhe
be-gharii laakh Ganiimat hai jahaa.n-baanii se
Anwar Shuoor
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham-pesha o ham-mashrab o hamraaz hai meraa
'Gaalib' ko buraa kyuu.n kaho achchhaa mire aage