SEARCH RESULTS
Showing search results for "gadho"
Ghazal MATCHES FOR "gadho"
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
saik.Do.n dar hai.n zamaane me.n gadaa.ii ke liye
aap hii kaa dar-e-daulat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
dukh hu.aa jab us dar par kal 'faraaz' ko dekhaa
laakh aib the us me.n KHuu na thii gadaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
baras rahii hai hariim-e-havas me.n daulat-e-husn
gadaa-e-ishq ke kaase me.n ik nazar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki duniyaa use sardaar kahe
jis kaa andaaz-e-suKHan bhii ho gadaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
rahe hai yuu.n gah-o-be-gah ki kuu-e-dost ko ab
agar na kahiye ki dushman kaa ghar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
'faraaz' daulat-e-dil hai mataa-e-mahruumii
mai.n jaam-e-jam ke evaz kaasa-e-gadaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye zaa.iraan-e-alii-ga.Dh kaa KHaas tohfa hai
mirii Gazal kaa tabarruk dilo.n kii barakat hai
Bashir Badr
Ghazal
ye bandagii KHudaa.ii vo bandagii gadaa.ii
yaa banda-e-KHudaa ban yaa banda-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n to us sub.h-e-daraKHshaa.n ko tava.ngar jaanuu.n
jo mire shahr se kashkol-e-gadaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa