SEARCH RESULTS
Showing search results for "gajar"
Ghazal MATCHES FOR "gajar"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
jaan-e-'mohsin' mirii taqdiir me.n kab likkhaa hai
Duubtaa chaa.nd tiraa qurb-e-gajar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dayaar-e-dil me.n kabhii sub.h kaa gajar na bajaa
bas ek dard kii shab saarii umr Dhaltii rahii
Irfan Siddiqi
Ghazal
diivaar par likhaa na pa.Dho aur KHush raho
kahtaa hai jo gajar na suno aur KHush raho
Anwar Sadeed
Ghazal
TuuTii hu.ii masjid mai.n kha.Daa dekh rahaa huu.n
mahfuuz shivaale kaa gajar hai ki nahii.n hai
Qateel Shifai
Ghazal
yaaro sitam hu.aa hu.ii aaKHir shab-e-visaal
siina 'sharaf' ye kuuT rahe hai.n gajar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
yaa-rab shab-e-visaal ye kaisaa gajar bajaa
agle pahar ke saath hii pichhlaa pahar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
mandir ke gajar KHaak par ab chup se pa.De hai.n
masjid ke manaaro.n kaa siraa TuuT chukaa hai
Shamim Hanafi
Ghazal
vo na jaage raat ko aur zid se baKHt-e-KHufta kii
baj gayaa aaKHir gajar zanjiir kha.Dkaate hu.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yuu.n gajar sub.h kaa jaldii se baje vasl kii raat
are be-rahm are dil ke sataane vaale