SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardan-e-tasliim"
Ghazal MATCHES FOR "gardan-e-tasliim"
Ghazal
sar se paa tak hai misaal-e-gardan-e-tasliim KHam
kis se hotaa hai adab qaatil kaa KHanjar kii tarah
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
har ishaare par hai phir bhii gardan-e-tasliim KHam
jaantaa huu.n saaf dhoke de rahaa hai dil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
tasliim dosto.n ne diyaa is qadar fareb
majbuur ho ke dushman-e-jaanii ke ho rahe
Tasleem Niyazi
Ghazal
hijr kii shab gar yahii hai iztiraab
nii.nd ai 'tasliim' kyuu.nkar aa.egii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
adam me.n tarsoge dard-e-jigar ko ai 'tasliim'
jo ho sake ko.ii siine pe tiir khaa.e chalo
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
jab se ai 'tasliim' kii hai bai.at-e-dast-e-subuu
diin saaGar ho gayaa iimaan miinaa ho gayaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kyaa ruke KHaama-e-'tasliim' dam-e-fikr-e-suKHan
tab' me.n aaj hai dariyaa kii ravaanii vaa'iz
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kyaa kohkan o qais ko dete dam-e-taqsiim
hissa thaa Gam-e-hausla-farsaa mire dil kaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
aas kyaa ab to umiid-e-naa-umiidii bhii nahii.n
kaun de mujh ko tasallii kaun bahlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
dikhaa.e.n husn-e-bayaa.n shaa.irii me.n kyaa 'tasliim'
zabaan aa.e na andaaz-e-guftuguu aa.e
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
aaj uzr-e-ittiqaa 'tasliim' kal tak yaar se
aap ko dekhaa sar-e-baazaar ha.nste bolte
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
aa gayaa kaabe me.n jab mehraab-e-abruu kaa KHayaal
baiTh kar 'tasliim'-e-KHasta qibla-ruu rone lagaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
fasl-e-gul aa.ii ba.Dhe josh-e-junuu.n ke valvale
phir vahii 'tasliim' apnii Gair haalat ho ga.ii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kahtii hai ruuh dil se dam-e-naz.a hoshiyaar
ham to adam ko jaate hai.n ghar-baar dekhnaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
ye bhii taqdiir ke hai.n pech vagarna 'tasliim'
mujh saa aazaad ho paaband-e-mo.ambar gesuu