SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardan-e-tasliim"
Nazm MATCHES FOR "gardan-e-tasliim"
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
KHam hai sar-e-tasliim miraa aap ke aage
piirii hai tavaazo ke sabab merii javaanii
Allama Iqbal
Nazm
ab to mahsuus nahii.n hotii zabaan-e-tasliim
ab to screen pe aadaab liyaa karte hai.n
Abdul Qadir
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
ne lazzat-e-tasliim kasii me.n na kasii ko havas-e-jaur
sab ke na.e taur!
Noon Meem Rashid
Nazm
hubb-e-watan
sab apne haakimo.n ke liye jaa.n-nisaar huu.n
aur gardan-e-hariif pe KHanjar kii dhaar ho.n
Mohammad Husain Azad
Nazm
shairi ka janaza
zehn se josh-e-suKHan kaa rang kam hone lagaa
tab’-e-mauzuu.n kaa sar-e-tasliim KHam hone lagaa
Barq Aashiyanvi
Nazm
nelson mandela ke nam
zor-e-baazuu ne tire aaj ba.Daa kaam kiyaa
gardan-e-KHvaajgii pal-bhar me.n jhukaa dii tuu ne
Rafeeq Jabir
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai lahad is quvvat-e-aashufta kii shiiraaza-band
Daaltii hai gardan-e-garduu.n me.n jo apnii kamand