SEARCH RESULTS
Showing search results for "garo"
Ghazal MATCHES FOR "garo"
Ghazal
aise naadaa.n bhii na the jaa.n se guzarne vaale
naaseho pand-garo raahguzar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ye zaKHm-e-dil kii numaa.ish nahii.n tamaashaa-garo
dar-asl baat ye hai pairahan rafuu nahii.n hai
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
ham pe bedaad-garo sang uThaanaa hai fuzuul
kahii.n uftaada daraKHto.n pe samar lagtaa hai
Ram Riyaz
Ghazal
taqsiim hame.n karne kii jur.at bhii na karnaa
ai fitna-garo azm kii diivaar hai.n ham log
Tarab Siddiqi
Ghazal
dil-e-pur-aabla laayaa huu.n dikhaane tum ko
band ai shiisha-garo! apnii dukaa.n kiijiyegaa
Shah Naseer
Ghazal
rahbaro fitna-garo Gaarat-garaan-e-dii.n suno
al-hazar ab chaahtaa hai ye vatan husn-e-suluuk
Mohammad Ahmad
Ghazal
naqsh-garo! kab ham ne manzar badlaa hai
chaa.ndii baal aur chehra sonaa ham ne kiyaa
Tauseef Tabassum
Ghazal
mujh paas kabhii vo qad-e-shamshaad na aayaa
is ghar mane vo dil-bar-e-ustaad na aayaa
Faez Dehlvi
Ghazal
tab talak kuuza-garo KHvaab hai ta.abiir mirii
jab talak puurii tarah to.D na Daalo mujh ko
Nitin Nayab
Ghazal
ai naqsh-garo lauh-e-tahriir hame.n de do
ham apne musavvir hai.n tasviir hame.n de do
Ezaz Afzal
Ghazal
sil gayaa chaak-e-garebaan magar baKHiya-garo
ab jo baazaar me.n nikluu.n to rafuu boltaa hai
Mohammad Owais Malik
Ghazal
tum ne kyaa soch ke rakkhaa hai yahaa.n kuuza-garo
gar nahii.n Dhaalnaa to vaj.h bataa dii jaa.e
Shahnaz Muzammil
Ghazal
bast-e-zulf-e-musalsal hai ye dil suurat-garo
dono.n jaanib us ke do zanjiir khii.nchaa chaahiye