SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaziida"
Ghazal MATCHES FOR "gaziida"
Ghazal
bastii me.n jitne aab-gaziida the sab ke sab
dariyaa ke ruKH badalte hii tairaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
ye dasht-e-shauq bahut aafiyat-gaziida hai
ki ab yahaa.n pe to imkaan-e-naqsh-e-paa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
yahaa.n to sab hii sitam-diida Gam-gaziida hai.n
karegaa kaun bhalaa zaKHm-haa-e-dil kaa shumaar
Akhtarul Iman
Ghazal
KHud-gaziida huu.n ba.Daa zahr hai mere andar
is kaa tiryaaq hai raato.n ko jagaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ik zindagii-gaziida se ye dushmanii na kar
ai dost mujh ko umr-e-abad kii du.aa na de
Aslam Ansari
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
kitne aashob gaziida se nazar aate hai.n
usrat-e-KHaana-e-takmiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
sadiyo.n ke in KHvaab-gaziida shahro.n se
mahr-e-aalam-taab guzarne vaalaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
maar-gaziida kaun bachaa hai 'baasir' shukr karo tum
Thiik bhii ho jaa.oge lekin KHaasii der lagegii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
hogaa ko.ii ham jaisaa kahaa.n hijr-gaziida
maatam bhii to tanhaa.ii kaa tanhaa nahii.n karte
Junaid Akhtar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
KHudaa bachaa.e tasavvuf-gaziida logo.n se
ko.ii jo sher bhalaa sun liyaa to haal aayaa
Asad Badayuni
Ghazal
zabaa.n buriida sahii mai.n KHizaa.n-gaziida sahii
haraa-bharaa miraa zaKHm-e-hunar to ab bhii hai
Ummeed Fazli
Ghazal
shab-gaziida logo.n ko nii.nd se ulajhnaa hai
raat kii masaafat me.n razm-e-sub.h-gaahii kyaa
Saleem Kausar
Ghazal
ehsaas miraa hijr-gaziida hai azal se
kyaa mujh ko agar ko.ii qariib-e-rag-e-jaa.n hai
Anwar Masood
Ghazal
vaa.n shab-gaziida siino.n ko suuraj ataa hu.e
tum bhii vahaa.n ga.e the 'ziyaa' tum ko kyaa milaa
Zia Jalandhari
Ghazal
shab-gaziida huu.n dil-shikasta nahii.n
aag huu.n mai.n dhu.aa.n samajhte ho