SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaziida"
Nazm MATCHES FOR "gaziida"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
ye marhamat shaiKH-e-bad-zabaa.n kii
ye jaama-e-roz-o-shab-gaziida
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nawishta-e-pas-e-diwar
KHizaa.n-gaziida saa ra.ng-e-bahaar dekh liyaa
gumaa.n-dariida yaqiin taar taar dekh liyaa
Sarwar Alam Raz
Nazm
agla safar tawil nahin
use bhii lagtaa to hogaa ki mai.n vahii huu.n, magar
KHizaa.n-gaziida thakaa saa udaas ranjiida
Satyapal Anand
Nazm
sanp sapera aur main
tum insaan-gaziida ho kar samjhoge ye baat
insaano.n kaa saath buraa hai yaa saa.npo.n kaa saath
Sahba Akhtar
Nazm
hanut chehre
aur sitam-gaziida lamho.n kii baqaa kii KHaatir
sitamgarii ke na.e silsilo.n kaa ahd karte hai.n
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
apne logon ke nam
Gariib logo, sitam-gaziida ajiib logo
tumhaarii aa.nkhe.n jo muntazir hai.n
Fayyaz Uddin Saieb
Nazm
lab-bastagi
ye gardisho.n ke tamaashe hatheliyo.n ke fareb
shikasta zaat ke hairat gaziida gosho.n ko
Safar Naqvi
Nazm
solah december
imsaal mai.n samjhaa huu.n
kyo.n hijr-gaziida se rahte the sabhii manzar