SEARCH RESULTS
Showing search results for "gesu-e-mushk-e-faam"
Ghazal MATCHES FOR "gesu-e-mushk-e-faam"
Ghazal
vo dasht-e-dard sahii tum se vaasta to rahe
rahe ye saaya-e-gesuu-e-mushk-buu na rahe
Sajida Zaidi
Ghazal
vo silsile bhii kitne dil-aavez the ki jo
zanjiir-e-paa se gesuu-e-KHamdaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki siine ke daaG lau de.nge
ko.ii jo mehnat-e-fan kaa ma.aal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shabo.n ko KHvaab nahii.n KHvaab ko qaraar nahii.n
ki zeb-e-dosh vo gesu-e-mushk-baar nahii.n
Akhtar Shirani
Ghazal
jalva-e-nau-bahaar ne luuT liyaa luTaa diyaa
gesu-e-mushk-baar ne luuT liyaa luTaa diyaa
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
chehra bhii barq bhii dil lene me.n gesuu bhii balaa
ek saa mo.ajaza hai kaafir o dii.n-daar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
dimaaG ahl-e-KHaraabaat ke mo.attar hai.n
kabaab naafa-e-mushk-e-KHutan gulaab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dikhlaa na KHaal-e-naaf tuu ai gul-badan mujhe
har laala yaa.n hai naafa-e-mushk-e-KHutan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Adnan Hamid
Ghazal
zaKHmo.n pe dil ke suuda-e-almaas hii chhi.Dak
hal kar ke ho so ho namak-o-mushk-e-naab me.n