SEARCH RESULTS
Showing search results for "gesuu"
Ghazal MATCHES FOR "gesuu"
Ghazal
hadiis-e-yaar ke unvaa.n nikharne lagte hai.n
to har hariim me.n gesuu sa.nvarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hamaare shauq ke aasuuda-o-KHush-haal hone tak
tumhaare aariz-o-gesuu kaa saudaa ho chukaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
siidhii hai raah-e-shauq pe yuu.nhii kahii.n kahii.n
KHam ho ga.ii hai gesuu-e-dildaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ek aalam nazar aa.egaa giraftaar tumhe.n
apne gesuu-e-rasaa taa-ba-kamar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham-ra.ng-e-dil-e-pur-KHuu.n har laala-e-sahraa.ii
gesuu kii tarah muztar ab raat kii raanii hai
Bashir Badr
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
gesuu-e-siyaah kii ye hasii.n daraaziyaa.n
raat kyuu.n kahuu.n unhe.n raat kii du.aa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
jo tere aariz o gesuu ke darmiyaa.n guzre
kabhii kabhii vahii lamhe balaa-e-jaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham tirii yaad se katraa ke guzar jaate magar
raah me.n phuulo.n ke lab saayo.n ke gesuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
tuu mire haal-e-pareshaa.n pe bahut tanz na kar
apne gesuu bhii zaraa dekh kahaa.n tak pahu.nche