SEARCH RESULTS
Showing search results for "gesuu"
Nazm MATCHES FOR "gesuu"
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
farar
vahii gesuu vahii nazre.n vahii aariz vahii jism
mai.n jo chaahuu.n to mujhe aur bhii mil sakte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
qaafilaa-e-hijaaz me.n ek husain bhii nahii.n
garche hai taab-daar abhii gesuu-e-dajla-o-furaat!
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
gesuu-e-siyah bil khaate hai.n
yaa bahr-e-shafaq kii maujo.n par
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ruu-e-mubii.n na gesuu-e-sumbul-qavaam hai
vo barhaman kii sub.h ye saaqii kii shaam hai
Josh Malihabadi
Nazm
nura
vo nau-KHez nuuraa vo ik bint-e-maryam
vo maKHmuur aa.nkhe.n vo gesu-e-pur-KHam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aalam kitne
kitne maatho.n ke abhii sard hai.n ra.ngiin gulaab
gard afshaa.n hai.n abhii gesu-e-pur-KHam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
ki jhiil me.n ik umuud kaa chor chhup ke baiThaa hai
us ke gesuu ufuq kii chhat se laTak rahe hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
pyara hindostan
sar se kamar tak gesuu hii gesuu
phailii hu.ii 'tagore' kii KHushbuu