SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghareluu"
Ghazal MATCHES FOR "ghareluu"
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
luT ke bhii KHush huu.n ki ashko.n se bharaa hai daaman
dekh Gaarat-gar-e-dil ye bhii KHazaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Gaarat-gar-e-naamuus na ho gar havas-e-zar
kyuu.n shaahid-e-gul baaG se baazaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
hunar-e-kuuza-garii ne inhe.n baKHshii hai taraash
yaa ye sab naqsh the gaare me.n bahut sochte hai.n
Iqbal Kausar
Ghazal
naala-e-dil ne diye auraaq-e-laKHt-e-dil ba-baad
yaad-gaar-e-naala ik diivaan-e-be-shiiraaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is shahr me.n Gaarat-gar-e-iimaa.n to bahut the
kuchh ghar kii sharaafat hii bachaa le ga.ii ham ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
hangaam-e-tasavvur ho.n daryuuza-gar-e-bose
ye kaasa-e-zaanuu bhii ik jaam-e-gadaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mohabbat-aafrii.n detaa hai hasb-e-zarf-e-ishq
phir kisii se bhii talab-gaar-e-vafaa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ek se ek hai Gaarat-gar-e-iimaan yahaa.n
ai mire dil tiraa allaah nigahbaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Ghazal
yaad-gaar-e-harm-o-dair hai TuuTaa hu.aa dil
shahr viiraan hu.aa ek ye ghar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
raat bhar bazm me.n ha.ngaama hii ha.ngaama thaa
sirf KHaamoshii hai ab nauha-gar-e-parvaana