SEARCH RESULTS
Showing search results for "gholtii"
Ghazal MATCHES FOR "gholtii"
Ghazal
vo to ik halkii sii dastak de ke ruKHsat ho gayaa
ik sadaa ras gholtii din-raat kaano.n me.n rahii
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
vo dekhnaa mu.D mu.D kar us kaa mujhe hasrat se
baaqii na rahii merii jab quvvat-e-goyaa.ii
Barqi Azmi
Ghazal
kaano.n me.n ras thii gholtii santo.n kii baaniyaa.n
tirshuul le ke aaj ke saadhuu nikal pa.De
Hafeez Momin
Ghazal
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
Ritesh Singh Rahil
Ghazal
shab-e-visaal mazaa de rahii hai 'tuu' terii
labo.n se gholtii hai qand guftuguu terii
Suroor Jahanabadi
Ghazal
dil ke andar ik zaraa sii be-kalii hai aaj bhii
jo mire afkaar me.n ras gholtii hai aaj bhii
Farogh Zaidi
Ghazal
fazaa me.n karb kaa ehsaas gholtii hu.ii raat
havas kii khi.Dkiyaa.n darvaaze kholtii hu.ii raat
P P Srivastava Rind
Ghazal
mazaa to ye hai ki vo zahr me.n bujhii aavaaz
kabhii kabhii mire kaano.n me.n shahd gholtii hai
Seen Sheen Alam
Ghazal
ik baar suno to sahii mujh shiirii.n-dahan ko
ras gholtii aavaaz halaavat huu.n mire dost
Meesam Naqvi
Ghazal
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.n
lekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
zabt kam-baKHt ne yaa.n aa ke galaa gho.nTaa hai
ki use haal sunaa.uu.n to sunaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
lagaa ke dekh le jo bhii hisaab aataa ho
mujhe ghaTaa ke vo gintii me.n rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahut
ghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
KHayaalo.n kii ghanii KHaamoshiyo.n me.n
ghulii jaatii hai.n lafzo.n kii sadaa.e.n