SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghumaane"
Ghazal MATCHES FOR "ghumaane"
Ghazal
ham ko haqiiqato.n ne kiyaa hai KHaraab-o-KHvaar
ham KHvaab-e-KHvaab aur gumaan-e-gumaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak me.n ushshaaq kii Gubaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
huu.n mubtalaa-e-yaqii.n merii mushkile.n mat puuchh
gumaan-e-uqda-kushaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
nii.nd aa.ii hai fasaana-e-gesuu-o-zulf se
vahm-o-gumaan-e-KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
ba-gumaan-e-qat'-e-zahmat na do chaar KHaamushii ho
ki zabaan-e-surma-aaluud nahii.n teG-e-asfahaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
ab kisii aur taraf baat ghumaane vaale
mai.n samajhtii huu.n tirii baat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
mil mil ke dosto.n ne vo dii hai daGaa mujhe
ab KHud pe bhii nahii.n hai gumaan-e-vafaa mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
thii bad-gumaanii ab unhe.n kyaa ishq-e-huur kii
jo aa ke marte dam mujhe suurat dikhaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
baat se baat ghumaane pe tujhe daad milii
phir to tuu sher sunaa.egaa to chhaa jaa.egaa
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
naala aisaa ho ki ho us pe gumaan-e-naGma
rahe is tarah agar shikva-e-bedaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
vo kahaa.n jalva-e-jaa.n-baKHsh butaan-e-dehlii
kyuu.n ki jannat pe kiyaa jaa.e gumaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
mohtasib maane'-e-'illat hai gumaan-e-mai se
suu.nghne ko bhii mayassar mujhe anguur nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ta.alluqaat me.n aisaa bhii ek mo.D aayaa
ki qurbato.n pe bhii dil ko gumaan-e-duurii thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
shaaKH-e-abad se jha.Dte zamaano.n kaa ruup hai
ye log jin ke ruKH pe gumaan-e-chaman pa.De
Majeed Amjad
Ghazal
aa jaa.egii chakkar me.n hamaare vo kisii din
ham gardish-e-dauraa.n ko ghumaane me.n lage hai.n
Junaid Akhtar
Ghazal
Gazab ye hai ki aduu kaa jhuuT sach Thahre
ham un se haq bhii kahe.n to gumaan-e-baatil ho