SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuu.nT"
Ghazal MATCHES FOR "ghuu.nT"
Ghazal
tum aa.nkh muu.nd ke pii jaa.o zindagii 'qaisar'
ki ek ghuu.nT me.n mumkin hai bad-maza na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
is vaqt ham se puuchh na Gam rozgaar ke
ham se har ek ghuu.nT ko ka.Dvaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aa.nkhe.n saaqii kii jab se dekhii hai.n
ham se do ghuu.nT pii nahii.n jaatii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ek ilaaj-e-daa.imii hai to baraa-e-tishnagii
pahle hii ghuu.nT me.n agar zahr milaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
ahbaab pe diivaane 'asad' kaisaa bharosa
ye zahr bhare ghuu.nT ravaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
pii lo do ghuu.nT ki saaqii kii rahe baat 'hafiiz'
saaf inkaar se KHaatir-shikanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
lahuu ke ghuu.nT na piitaa to aur kyaa kartaa
vo kah rahe the tiraa intizaam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
do ghuu.nT ne ba.Dhaa diye rindo.n ke hausle
miinaa o KHum pe jhuk pa.De paimaana chho.D kar
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
baa.ndhaa hai ab naqaab to phir kas ke baa.ndh le
ik ghuu.nT pii ke ye na ho ba.Dh jaa.e pyaas aur
Charagh Sharma
Ghazal
tujhe jyuu.n Guncha gar hai dard kii buu
lahuu kaa ghuu.nT pii dil-ta.ng ho jaa