SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuu.nT"
Nazm MATCHES FOR "ghuu.nT"
Nazm
kabhi kabhi
tire labo.n se halaavat ke ghuu.nT pii letaa
hayaat chiiKHtii phirtii barahna sar aur mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
rishwat
aap ko ma.aluum bhii hai chal rahii hai kyaa havaa
sirf ik tie kii qiimat gho.nT detii hai galaa
Josh Malihabadi
Nazm
aaj ki raat
aab-e-kausar hai a.ngbii.n hai ye
shahad ke ghuu.nT pii rahaa huu.n mai.n
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
ye december hai
bahut hii garm coffee kaa zaraa saa ghuu.nT KHud le kar
vo coffee tum ko de kar tum se ye puuchhe
Seema Ghazal
Nazm
firqa-parasti ka challenge
mai.n ne ba.Dii chaalaakii se ik kaam kiyaa hai
pahle hii mohabbat kaa galaa ghuu.nT diyaa hai
Nazeer Banarasi
Nazm
luDhakta patthar
raat ke haath ne kirno.n kaa galaa ghuu.nT diyaa
jaise ho jaa.e zamii.n-bos shivaala ko.ii
Qateel Shifai
Nazm
dawat-e-fikr
fikr-e-suqraat hai ki zahr kaa ghuu.nT
baa.is-e-umr-e-jaavedaa.n socho
Shakeb Jalali
Nazm
sarapa
allahabadi kaale pumps, cigarette kaa kash
aur chaa.e kaa ghuu.nT roz kii vahii raakh
Urooj Jafri
Nazm
pahli kiran ka bojh
cigarette kaa ek lambaa kash aur khaa.nsii
ghuu.nT ghuu.nT chaa.e
Mughni Tabassum
Nazm
dar-madh-am
har lahza piitaa rahtaa hai tuu ghuu.nT KHuun ke
aur aam aam hii nahii.n bharpuur jaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
tisri barish se pahle
us ne merii raso.ii se ek nivaala na liyaa
mere ku.e.n se ek ghuu.nT na piyaa
Sameena Raja
Nazm
kutte ki maut
bhuu.nk paanaa to duur
gale se mire ab to do ghuu.nT paanii utarnaa bhii mumkin nahii.n
Shariq Kaifi
Nazm
shairi ki kitab
zehn kaa ghuu.nT ho yaa ki tiryaaq ho
nirKH-e-baazaar kii nisbato.n se sabhii