SEARCH RESULTS
Showing search results for "gila-e-zaur"
Ghazal MATCHES FOR "gila-e-zaur"
Ghazal
gila-e-zaur na kar shikva-e-bedaar na kar
zulm sahne kaa mazaa ye hai ki fariyaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
dekhiye jaur-e-musalsal pe mire zabt kii taab
lab pe shikva ho gila ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
saaya-e-murG-e-pariida hai ki ye abr-e-bahaar
gila-e-marhamat-e-aah-e-tapaa.n hai ki jo thaa
Jafar Tahir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
KHudaa se kyaa gila-e-jaur-e-zindagii kiijiye
guzaarnii thii gha.Dii do gha.Dii guzaar aa.e
Haqqi Hazeen
Ghazal
kis ko nahii.n kotaahii-e-qismat kii shikaayat
kis ko gila-e-gardish-e-ayyaam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
dil kaa mafhuum ishaaro.n se ujaagar na hu.aa
be-kasii-e-gila-e-KHaam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
hai daur-e-jahaa.n me.n mujhe sab shikva tujhii se
kyuu.n kuchh gila-e-gardish-e-ayyaam karuu.n mai.n
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
zaKHm-e-dil ke nahii.n aasaar ba-zaahir lekin
chaara-gar se gila-e-dard-e-nihaa.n aaj bhii hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
kasii se kyaa gila-e-jaur-e-aasmaa.n kiije
ki jis zamii.n pe rahe.n ham vo aasmaa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Ghazal
husn-e-dilkash ke talavvun pe nazar jab pahu.nchii
na rahaa phir gila-e-gardish-e-taqdiir mujhe
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
sach to hai apnii hii Gaflat ne hai rau.ndaa ham ko
kis liye ham gila-e-gardish-e-ayyaam kare.n
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
jinhe.n KHabar thii ki shart-e-navaa-garii kyaa hai
vo KHush-navaa gila-e-qaid-o-band kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gila-e-tishnagii-e-shauq hai ik tuul-e-amal
mil ga.e KHaak me.n aaKHir lab-e-saahil ho kar
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
abhii zebaa nahii.n tujh ko gila-e-be-asarii
KHuun-e-dil shart hai taasiir-e-vafaa se pahle