SEARCH RESULTS
Showing search results for "gila-e-zaur"
Nazm MATCHES FOR "gila-e-zaur"
Nazm
jawab-e-shikwa
gila-e-zaur na ho shikva-e-bedaad na ho
ishq aazaad hai kyuu.n husn bhii aazaad na ho
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
saheli bujh paheli
buz-Gaala-e-afrang shaGaalo.n ke jilau me.n
kis ThaaTh se zarGaam-sifat bol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
main aur tu
vaqt diivaar kaa saathii hai na saa.e kaa rafiiq
aur ab sa.ng-o-gil-o-KHisht ke malbe ke tale
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo kuuze mere dast-e-chaabuk ke putle
gil-o-ra.ng-o-roGan kii maKHluuq-e-be-jaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
dakan
jahaa.n hairat-o-zor kaa bhii vatan hai
jahaa.n anjuman vaaqa.ii anjuman hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
ai nigar-e-gul
ba-qadr-e-zauq jalaate rahe lahuu ke charaaG
ki tuu jab aa.e to ye ghar nigaar-KHaana lage
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
ye ulTaa dars-e-adab ye sa.Dii hu.ii ta.aliim
dimaaG kii ho Gizaa yaa Gizaa-e-jismaanii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
'Gaalib' o 'sheftaa' o 'nayyar' o 'aazurdaa' o 'zauq'
ab dikhaa.egaa na shaklo.n ko zamaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
dimak
haasil-e-biinaa.ii o zauq-e-nazar
baa.ndhtaa hai vahm o taKHmiin o gumaa.n ke kuchh hisaar
Waheed Akhtar
Nazm
paris
un ko ma.aluum nahii.n ham hai.n ko.ii shaukat-e-zau
ilm kaa qatl faqat maz.habii naadaanii hai
Atif tauqeer
Nazm
urdu
'momin'-o-'zauq' ke afkaar tujhe raas aa.e
zehn-e-'Gaalib' ke KHayaalaat tire paas aa.e
Habeeb Jaunpuri
Nazm
aadmi
qarno.n se re.ngtii hu.ii taqviim-e-kaa.enaat
aab-o-gil-o-shu.uur sar-e-do-jahaa.n adam
Iliyas Babar Aawan
Nazm
mir
saahibaan-e-zauq ke siino.n me.n thii jis kii khaTak
tairte hai.n dil me.n vo sar-tez nashtar aaj tak