SEARCH RESULTS
Showing search results for "gohar"
Ghazal MATCHES FOR "gohar"
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
yuu.n thii javaaharaat lab-o-chashm kii jhalak
jaise ye ko.ii la.al-o-gohar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
hai.n bas-ki josh-e-baada se shiishe uchhal rahe
har gosha-e-bisaat hai sar shiisha-baaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai vatan se baahar ahl-e-dil kii qadr-o-manzilat
'uzlat-aabaad-e-sadaf me.n qiimat-e-gohar nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
luTaa rahaa huu.n mai.n la.al-o-gohar a.ndhere me.n
talaash kartii hai kis ko nazar a.ndhere me.n
Afzal Allahabadi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
sab kii aa.nkho.n se bachaa kar jo kabhii luuTe the
vaqt har chor se vo la.al-o-gohar maa.nge hai
Saghar Nizami
Ghazal
ra.ngiinii-e-fikr aur merii raushnii-e-tama.a
kuchh la.al-o-gohar aur ugal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
saKHaavato.n ne gohar-saaz kar diyaa hai unhe.n
ko.ii sadaf nahii.n mohtaaj aabgiine kaa
Farigh Bukhari
Ghazal
Gam diye hai.n to masarrat ke guhar bhii denaa
ai KHudaa tuu mujhe jiine kaa hunar bhii denaa
Shams Ramzi
Ghazal
mire sher anmol la.al-o-gohar hai.n
luTaa.e tire Gam ne kyaa kyaa KHazaane
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
ai KHaak-e-hind bol ki tuu jaantii hai sab
kuchh to bataa kahaa.n mire la.al-o-gohar ga.e
Khalid Mubashshir
Ghazal
Mustafa Rahi
Ghazal
jis hunar ko log samjhe.nge kabhii la.al-o-gohar
aaj ke baazaar me.n aisaa hunar kuchh bhii nahii.n
Nazeer Siddiqui
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
jis ko jiine kaa saliiqa nahii.n aataa 'mashkuur'
apne daaman me.n vahii la.al-o-gohar rakhtaa hai