SEARCH RESULTS
Showing search results for "gohar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gohar"
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye saaGar shiishe laal-o-gohar
saalim ho.n to qiimat paate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gohar"
Ghazal
yuu.n thii javaaharaat lab-o-chashm kii jhalak
jaise ye ko.ii la.al-o-gohar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Nazm
nura
vo aariz ke sho.ale bha.Dakte hu.e se
labo.n me.n thaa la.al-o-gohar kaa KHazaana
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
hai.n bas-ki josh-e-baada se shiishe uchhal rahe
har gosha-e-bisaat hai sar shiisha-baaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai vatan se baahar ahl-e-dil kii qadr-o-manzilat
'uzlat-aabaad-e-sadaf me.n qiimat-e-gohar nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
luTaa rahaa huu.n mai.n la.al-o-gohar a.ndhere me.n
talaash kartii hai kis ko nazar a.ndhere me.n
Afzal Allahabadi
Mukhammas
dil-e-shaqii se to achchhii hai saaz-baaz us kii
''sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
Ain Seen
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
sab kii aa.nkho.n se bachaa kar jo kabhii luuTe the
vaqt har chor se vo la.al-o-gohar maa.nge hai
Saghar Nizami
Sher
tire javaahir-e-tarf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ra.ngiinii-e-fikr aur merii raushnii-e-tama.a
kuchh la.al-o-gohar aur ugal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
saKHaavato.n ne gohar-saaz kar diyaa hai unhe.n
ko.ii sadaf nahii.n mohtaaj aabgiine kaa













