SEARCH RESULTS
Showing search results for "gohar"
Nazm MATCHES FOR "gohar"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye saaGar shiishe laal-o-gohar
saalim ho.n to qiimat paate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo aariz ke sho.ale bha.Dakte hu.e se
labo.n me.n thaa la.al-o-gohar kaa KHazaana
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mera ghar mera virana
tujh ko shaayad na nazar aa.e magar ye sach hai
is ke siine me.n hai.n poshiida mire la.al-o-gohar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
jazbaat-e-aftab
sarfarosho.n kii tarah pahle miTaa de KHud ko
hind kii KHaak se phir la.al-o-gohar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
husn-e-qudrat
jaaguzii.n hai raat din ye bahr-o-bar ke des me.n
shahr me.n aataa hai ye la.al-o-gohar ke bhes me.n
Hamid Hasan Qadri
Nazm
chandni raat aur pariyan
Take jis ke kap.Do.n me.n la.al-o-gohar
vo jham jham jhamaktii idhar se udhar
Sitvat Rasool
Nazm
jagte raho
har zarra-e-chaman me.n hai la.al-o-gohar kaa rang
luTne na paa.e.n la.al-o-gohar jaagte raho
Saghar Mehdi
Nazm
mohabbat
faiz se tere ashk-e-diida-e-tar
ruu-kash-e-sad-hazaar la.al-o-gohar
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
naya insan nai fikr
besh-az-la.al-o-gohar naqd-o-nazar le jaa.o
jo mire sher me.n hai KHuun-e-jigar le jaa.o
Payam Fatehpuri
Nazm
bhikari
mere aa.nsuu hii to hai.n mere liye la.al-o-gohar
tere kashkol me.n kuchh sikko.n kii jhankaar to hai
Iqbal Umar
Nazm
hum kya mangte hain
na pokhraaj la.al-o-gohar maa.ngte hai.n
sharaafat kaa jiinaa magar maa.ngte hai.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
shair ka tarana
KHaak se paidaa hu.e gulhaa-e-tar mere liye
os kii buu.nde.n nahii.n la.al-o-gohar mere liye
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
etiraf
apnii aa.nkho.n me.n liye daavat-e-KHvaab aatii thii
sa.ng ko gauhar-e-naayaab-o-giraa.n jaanaa thaa