SEARCH RESULTS
Showing search results for "gore"
Ghazal MATCHES FOR "gore"
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
talvaar kaa bhii maaraa KHudaa rakkhe hai zaalim
ye to ho ko.ii gor-e-Gariibaa.n me.n dar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bosa na de vo mujh ko to mai.n is ko dil na duu.n
is gore haath se jo ishaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ai sabaa auro.n kii turbat pe gul-afshaanii chand
jaanib-e-gor-e-Gariibaa.n bhii kabhii aayaa kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Tak gor-e-Gariibaa.n kii kar sair ki duniyaa me.n
un zulm-rasiido.n par kyaa kyaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
abr jhukaa hai chaa.nd ke gore mukh.De par
chho.Do laaj lago dil se mu.nh mo.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
gor-e-kaafir kis liye hai tiira-o-taar is qadar
pa.D gayaa saaya magar merii shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
gore gaalo.n se na sarkaa.o siyah-zulfo.n ko
KHauf hai mujh ko na ho jaa.e sahar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
ye pairahan me.n hai is gore gore tan kii jhalak
ki jis ke saamne motii kii aab hai kyaa chiiz
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
billor kii chamke.n hai.n na almaas kii jhamke.n
us gore se siine kii safaa aur hii kuchh hai