SEARCH RESULTS
Showing search results for "guft"
Ghazal MATCHES FOR "guft"
Ghazal
aalam tilism-e-shahr-e-KHamoshii hai sar-basar
yaa mai.n Gariib-e-kishvar-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab ek umar se guft-o-shuniid bhii to nahii.n
hai.n be-nasiib mire kaan be-navaa mire lab
Ahmad Mushtaq
Ghazal
guft-o-shuniid me.n huu.n basar din bahaar ke
gul ke liye hai gosh zabaa.n KHaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai bul-ajab ye zamzama-e-saut-e-sarmadii
kis tarah aa.e ma.ariz-e-guft-o-shunuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kuchh apnii baat kahte kuchh meraa haal sunte
naaz-o-niyaaz kii yuu.n guft-o-shuniid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
guft-o-shunuud aksar mere tire rahe hai
zaalim mu.aaf rakhiyo meraa kahaa-sunaa to
Meer Taqi Meer
Ghazal
tark in dino.n jo yaar se guft-o-shuniid hai
ham ko moharram aur raqiibo.n ko iid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
guft-o-guu me.n ye nazaakat hai ki allaah allaah
ek ik harf bhii mushkil se adaa hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
mumkin hai KHuub khul ke ho guft-o-shuniid aaj
vo bhii KHafaa hai ham bhii hai.n kuchh bad-gumaan se
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
guft-o-shuniid me.n ba.De bebaak hai.n magar
dekhaa mujhe to khul na sake lab-kushaa ke lab
Shamshad shaad
Ghazal
jo yaad-e-yaar se guft-o-shuniid kar lii hai
to goyaa phuul se KHushbuu kashiid kar lii hai
Naseem Sahar
Ghazal
lamha-e-talKHii-e-guftaar talak le aayaa
vo mujhe apne hii me.aar talak le aayaa
Ashfaq Husain
Ghazal
yaad hai ab tak mujhe vo aalam-e-guft-o-shuniid
ruu-ba-ruu-e-dost paiGaam-e-zabaanii yaad hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
gudaaz reshmii guft-o-shuniid ho maulaa
mataa.a-e-zehn-e-rasaa bhii jadiid ho maulaa
Tilak Raj Paras
Ghazal
baiThe hai.n but bane hu.e aise vo saamne
hone ko ab nigaah se guft-o-shuniid hai
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
kisii se shahr-e-KHamoshaa.n me.n kahte sunte kyaa
ham apne aap se guft-o-shuniid karte rahe
Mohsin Zaidi
Ghazal
lab-e-KHamosh se us ne KHush-aamdiid kahaa
usii ko logo.n ne phir guft aur shuniid kahaa