SEARCH RESULTS
Showing search results for "gufta"
Ghazal MATCHES FOR "gufta"
Ghazal
vo husn jise ham ne rusvaa kiyaa duniyaa me.n
naadiida haqiiqat hai naa-gufta kahaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
rakhtaa nahii.n hai ko.ii na-gufta kaa yaa.n hisaab
jo kuchh hai dil me.n us ko labo.n par sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
jo ye kahe ki reKHta kyuu.nke ho rashk-e-faarsii
gufta-e-'Gaalib' ek baar pa.Dh ke use sunaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mubaadaa qissa-e-ahl-e-junuu.n naa-gufta rah jaa.e
na.e mazmuun kaa lahja nayaa karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
luknat tirii zabaan kii hai sahar jis se shoKH
yak harf-e-niim-gufta ne dil par asar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
umr bhar kaavish-e-iz.haar ne sone na diyaa
harf-e-naa-gufta ke aazaar ne sone na diyaa
Saleem Ahmed
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
tire Gayaab me.n jo kuchh kiyaa hikaayat mai.n
kahii.n vo gufta o naa-gufta se sivaa hii na ho
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
mai.n chaak pe rakkhaa na gayaa thaa ki miraa zikr
naa-gufta hikaayaat me.n pahle bhii kahii.n thaa
Tariq Naeem
Ghazal
harf-e-naa-gufta kii ruudaad liye phirte hai.n
pahle kahte the Gazal un ko sunaane ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
guftam ki mukh tiraa kyaa gufta suraj suu.n behtar
guftam ki kaan kaa dar gufta ki bah z aKHtar
Faez Dehlvi
Ghazal
Nadeem Sirsivi
Ghazal
hadiis-e-zulm-o-sitam hai hanuuz naa-gufta
hanuuz mohr zabaano.n pe KHaamushii kii hai