SEARCH RESULTS
Showing search results for "gufta"
Nazm MATCHES FOR "gufta"
Nazm
shorish-e-zanjir bismillah
musir hai mohtasib raaz-e-shahiidaan-e-vafaa kahiye
lagii hai harf-e-naa-gufta pe ab ta.aziir allaah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dastur sazi ki koshish
chand qaumii dard rakhne vaale ahlurraa.e se
qaum kii naa-gufta-ba-haalat na jab dekhii ga.ii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
harf-e-yaqin
sarguzisht-e-Gam-e-dauraa.n kaa musannif ik din
saarii naa-gufta hikaayaat ko jaa.egaa
Akbar Hyderabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano.n ko
baat karne kaa saliiqa nahii.n naa-daano.n ko
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
haqiiqat pe hai jaama-e-harf-e-ta.ng
haqiiqat hai aa.iina-e-guftaar-e-za.ng
Allama Iqbal
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Nazm
KHizr-e-rah
tibb-e-maGrib me.n maze miiThe asar KHvaab-aavarii
garmii-e-guftaar aazaa-e-majaalis al-amaa.n
Allama Iqbal
Nazm
lenin
guftaar ke usluub pe qaabuu nahii.n rahtaa
jab ruuh ke andar mutalaatum ho.n KHayaalaat
Allama Iqbal
Nazm
andha kabaadi
jin se shahr vaale be-KHabar!
ghuumtaa huu.n shahr ke gosho.n me.n roz o shab