SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-phuul"
Ghazal MATCHES FOR "gul-phuul"
Ghazal
gul phuul se bhii apne dil to nahii.n lagte Tuk
jii logo.n ke be-jaanaa.n kis taur bahalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul phuul se kab us bin lagtii hai.n apnii aa.nkhe.n
laa.ii bahaar ham ko zor-aavarii chaman me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jalva hai usii kaa sab gulshan me.n zamaane ke
gul phuul ko hai un ne parda saa banaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul phuul aab aab hu.e kal chaman ke biich
gul ke hamaare aatishii.n ruKHsaar dekh kar
Havi Momin Abadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
KHush-rang aur KHushbuu gul phuul hai.n khilaa.e
is KHaak ke kha.nDar ko kyaa gulsitaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
chun.ne na diyaa ek mujhe laakh jha.De phuul
allaah kare KHaana-e-gul-chii.n me.n pa.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kaaGaz ke bane phuul jo gul-daan me.n rakhnaa
titlii kii udaasii ko bhii imkaan me.n rakhnaa
Ishaq Virdag
Ghazal
kyaa jaama-e-phul-kaarii us gul kii phaban kaa thaa
jo taKHta-e-daaman thaa taKHta vo chaman kaa thaa
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
lagtii hai qaus-e-quzah aariz pe shabnam
barg-e-gul jaise hai.n vo lab phuul kahiye
Ashutosh Mishra Azal
Ghazal
Safdar Meer
Ghazal
hamaare dil me.n kisii gul-badan ke pyaar ke phuul
ki dastaras me.n nahii.n hai.n ye devdaar ke phuul
Bharatdeep Mathur Deep
Ghazal
nikal ke mausam-e-gul ke nasheb se 'aazar'
havaa ne to.D liye naujavaa.n gulaab ke phuul